Ashk E Nadaan Se Kaho Baad Mein Pachtaengy | Khalil Ur Rehman Qamar Ghazal | Khalil Ur Rehman Qamar Poetry | Khalil Ur Rehman Qamar Poetry In Urdu | Urdu Ghazal | Sad Ghazal | Ghazal In Urdu
Ashk E Nadaan Se Kaho Baad Mein Pachtaengy
اشکِ ناداں سے کہو بعد میں پچھتائیں گے
آپ گر کر میری آنکھوں سے کدھر جائیں گے
اپنے لفظوں کو تکلم سے گِرا کر جاناں
اپنے لہجے کی تھکاوٹ سے بھی ڈر جائیں گے
اک تیرا گھر تھا میری حد مسافت لیکن
ابھی سوچا ہے کہ ہم حد سے گزر جائیں گے
اپنے افکار جلا ڈالیں گے کاغذ کاغذ
سوچ مر جائے گی ہم آپ بھی مر جائیں گے
اس سے پہلے کہ جدائی کی خبر تم سے ملے
ہم نے سوچا ہے کہ ہم تم سے بچھڑ جائیں گے
*****
Ashk E Nadaan Se Kaho Baad Mein Pachtaengy
Ap Gir Kr Meri Ankhoun Se Kidhr Jaain Ga
Apne Lafzon Ko Takalum Se Gira Kr Jana
Apne Lehje Ki Thakawat Se Bhi Dar Jaain Ga
Ik Tera Ghr Tha Meri Had E Musafat Lakin
Abhi Socha Hai Kah Hum Had Se Guzar Jaain Ga
Apne Afqar Jala Dalain Ga Kagaz Kagaz
Soch Mar Jaye Gi Hum Aap Bhi Mar Jaain Ga
Iss Se Pehle Kah Judai Ki Khabar Tum Se Mile
Hum Ne Scoha Hai Kah Hum Tum Se Bichard Jaain Ga
*****
#Ashk E Nadaan Se Kaho Baad Mein Pachtaengy
#Khalil Ur Rehman Qamar
#Khalil Ur Rehman Qamar Poetry
#Khalil Ur Rehman Qamar Ghazal
#Sad Love Ghazal
#Urdu Ghazal
#Sad Ghazal In Urdu
#Ghazal In Urdu
#Ghazal In Urdu Text Download
#Poetry Images
#Love Book
#Roman English Poetry
Thanks for Visiting My Website.....